Today in this world money is worshiped over relations. Everyone is in hurry to earn more, but they don’t  notice the hands which get separated , people that are left behind and the bonds that are broken. They realize this after a long time but till then things are different.

Ye zindagi badi ajeeb hai;

Kisi ko ameer to kisi ko karti gareeb hai,

Sabko paisa hi bhata hai;

Kisi ko apna-pan raas nahi aata hai,

Kisi ne khoob kaha hai, ye haathon ka maail hai;

Fir bhi isko kamane me bani rail hai,

Koi is race mai pass to koi fail hai;

Isey kamaana nhi hai koi khel ,

Ache-2 ho jate hai is test mai fail,

Bade-badoo ki bana rakhi hai isne rail;

Khin chal rhi purchase to kahin sale,

Aur kisi ne khoob kaha hai ;

Paisa hathon ka maail hai,

Phle apne peeche bhagata hai-

“Fir hathon se fisal jata hai”;

                                                               -Poem Credits: Deepak Rawat